|
[ More Lata Mangeshkar lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Lata Mangeshkar
Lyrics for Song: Dhuan Banake Fiza Mein
Lyrics for Album: Other Songs - Lata Mangeshkar
23917>dhuan banake fiza mein uda diya mujhko (2)
main jal raha tha kisi ne bujha diya mujhko
dhuan banake fiza mein uda diya mujhko
khada hoon aaj bhi roti ke chaar harq liye (3)
sawal yeh hai kitaabon ne kya diya mujhko
dhuan banake fiza mein uda diya mujhko
safed sang ki chaadar lapet kar mujh par (2)
fasil-e-shaher mein kisne saja diya mujhko
dhuan banake fiza mein uda diya mujhko
main ek zarra bulandi ko chhoone nikla tha (3)
hawa ne thaam se zameen par gira diya mujhko
dhuan banake fiza mein uda diya mujhko
main jal raha tha kisi ne bujha diya mujhko
dhuan banake fiza mein uda diya mujhko
23917> | Napaca. | |
|