Artist/Band:
Kunal Ganjawala
Lyrics for Song: Har Manzar
Lyrics for Album: Baabul
7755>Director: Aadesh Shrivastava Lyricist: Sameer Singers: Kunal Ganjawala
Har manzar har lamhaa, ye paagal dil tanhaa ---- (2) Betaab rehta hai ye kehta hai ha kehta hai Mehfil mein, akele mein --- (2) Tujhe yaad karta hai, Ha karta hai --- (2) Har manzar har lamha
Tu door rehke bhi paas rehti hai Tu bin kahe bhi kuch kehti hai Main bite khawbo main doob jata hun Main har jagah bus tujhko pata hun Har khushbu har mausam, har saayaa har aalam Betaab rehta hai, ye kehta hai, ha kehta hai mehfil mein, akele mein --- (2) Tujhe yaad karta hai, Ha karta hai --- (2) Har manzar har lamha
Ye keh rahi hai ab wafaa meri, naa bewafaa tu naa khata meri Hai rahen mujhse ab judaa teri, tu khush rahe, hai dua meri Har dhadkan, har sapna, har chaahat, har aarmaa Betab rehta hai, ye kehta hai, ha kehta hai Mehfil mein, akele mein --- (2) Tujhe yaad karta hai, Ha karta hai --- (2)
7755> |