|
[ More Hemant Kumar lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Hemant Kumar
Lyrics for Song: Bekharaar Karke Humein
Lyrics for Album: Bees Saal Baad
30761>Director: Hemant Kumar Lyricist: Shakeel Badayuni Singers: Hemant Kumar
[Bekharaar karke humein yun na jaaiye Aapko hamari kasam laut aaiye]-- (2) Dekhiye woh kaali kaali badliyan Zulf ki ghata churana le kahin Chori chori aake shokh bijliyan Aapki adaa churana le kahin Yun khadam akele na aage badaiye Aapko hamari kasam laut aaiye Bekharaar karke humein yun na jaaiye Aapko hamari kasam laut aaiye
[Dekhiye gulaab ki woh daaliyan Badke choom le na aapke khadam]-- (2) Khoye khoye bhawre bhi hai baagh mein Koi aapko bana na le sanam Behki behki nazron se khud ko bachaiye Bekharaar karke humein yun na jaaiye Aapko hamari kasam laut aaiye
Zindagi ke raaste ajeeb hai Inmein is tarah chala na kijiye Khair hai isi mein aapki huzoor Apna koi saathi dhoond lijiye Sunke dil ki baat yun na muskuraiye Aapko hamari kasam laut aaiye Bekharaar karke humien yun na jaaiye Aapko hamari kasam laut aaiye...
30761> |
| |
|