|
[ More Vinod Rathod lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Vinod Rathod
Lyrics for Song: Koi Na Koi Chahiye
Lyrics for Album: Deewana
15392>Director: Nadeem-Shravan Lyricist: Sameer Singers: Vinod Rathod
--MALE-- Koi na koi chaahiye pyaar karne waala ----- (2) Koi na koi chaahiye hum pe marne waala Dil-o-jaan lutaayenge hum to usi par Saath mein bitaayenge shyaam-o-saher Shyaam-o-saher o mere yaara Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
--CHORUS-- Pyaar karne waala
--MALE-- Pyaar karne waala Koi na koi chaahiye hum pe marne waala
--CHORUS-- Hum pe marne waala
--MALE-- Hum pe marne waala
(Us chaand ke tukde ko seene se lagaa loonga Us reshmi mukhde ko aankhon mein chhupaa loonga) --- (2) Deewana mujhsa na milega usko Is zameen se leke saare aasmaan tak Koi na koi chaahiye pyaar karne waala Koi na koi chaahiye hum pe marne waala
--CHORUS-- Hum pe marne waala
--MALE-- Hum pe marne waala
(Na meri koi manzil, na mera hai thikaana Maine to yaaron sikha kaanton se dil lagaana) ---- (2) Ulfat ka main deewana hoon, duniya se main begaana Baahon mein aasmaan hai, kadmon mein hai zamaana
Koi na koi chaahiye pyaar karne waala Koi na koi chaahiye hum pe marne waala Dil-o-jaan lutaayenge hum to usi par Saath mein bitaayenge shyaam-o-saher Shyaam-o-saher o mere yaara Koi na koi chaahiye pyaar karne waala Koi na koi chaahiye hum pe marne waala
--ALL-- Hum pe marne waala
15392> |
| |
|