|
|
| [ More Lata Mangeshkar lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Lata Mangeshkar
Lyrics for Song: Aaya Mausam Dosti Ka
Lyrics for Album: Maine Pyaar Kiya
Director: Ram Laxman
Lyricist: Dev Kohli
Singers: Lata Mangeshkar
Tum ladki ho, mai ladka hoon
Tum aayi ho sach kehta hoon
Aaya mausam dosti ka.., ki aaya mausam dosti ka
Mai ladki hoon, tum ladke ho
Yun lagta hai jab milte ho
Aaya mausam dosti ka....ki aaya mausam dosti ka
La la la la........la la la......
Jaane kyun lagta hai..meri tumhari pehle se pehchaan hai...(2)
Tum maan itna jo de rahe ho, mujhpe yeh ehsaan hai
Ehsaanon ki baatein choddo..
Aao humse naata jodo
Aaya mausam dosti ka....ki aaya mausam dosti ka
(Mai kya jaanu ka cheez huve hai pyaar..,
karajve pe lagi najar ki kataar)----(2)
Arri deewani na kar naadaani(hai daiyan)
Teri baatein hai (achcha) badi toofani
Nahin yeh mausam dillagi ka (arre re re re..)
Nahin yeh mausam khudkhushi ka
Tara...ru ru ru ru.....hey hey....ho hoho......
Rishta nahi hai dono ko phir bhi baandhe koi dor hai...(2)
Is dosti ko kya naam de hum yeh baat kuch aur hai
Deewanapan keh sakte ho, dil ki dhadkan keh sakte ho
Aaya mausam dosti ka....ki aaya mausam dosti ka...
|
| |
|