|
[ More Lata Mangeshkar lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Lata Mangeshkar
Lyrics for Song: Kabootar Ja Ja Ja
Lyrics for Album: Maine Pyaar Kiya
25266>Director: Ram Laxman Lyricist: Dev Kohli Singers: Lata Mangeshkar
Ja Ja Ja.........Ja Ja Ja......Ja Ja Ja..... Kabootar ja ja ja....kabootar ja ja ja...(2) Pehle pyar ki pehli chitti.....ooo......oooo Pehle pyar ki pehli chitti saajan ko de aa.... Kabootar ja ja ja....kabootar ja ja ja.....(2)
Unse kehna jabse gaye tum mai to adhuri lagti hoon In hoton pe chup si lagi hai na hasti na roti hoon Bhool hui jo unhe sataaya.....oh....oooo...... Bhool hui jo unhe sataya aisa paap kiya.. Kabootar ja ja ja...kabootar ja ja ja....(2) Ja ja..
Mann hi mann mein unko apna sab kuch maan chuki hoon mai.. Woh kya hai mai kaun hoon unki ab yeh jaan chuki hoon mai Unko apne saath hi laana....oh ooooo..... Unko apne saath hi lana dil hi nahin lagta... Kabootar ja ja ja..kabootar ja ja ja....(2) ja ja....
Yahn ka mausam bada haseen hai phir bhi pyar udaas hai Unse kehna door sahimai dil to unhi ke paas hai Tu yeh sandesa unko sunana..oh...oooo... Tu yeh sandesa unko sunana mai peeche aaya Kabootar ja ja ja...kabootar ja ja ja...(2) Aaa.....aah..........
Jahan bhi dekho tum hi tum ho Aur nazar na kuch aaye Dil yeh chahe is aalam mein kaash zamana ruk jaaye Aaj se pehle kabhi nahin thi..... Aaj se pehle kabhi nahi thi itna haseen duniya Kabootar ja ja ja....kabootar ja ja ja......(2)
25266> |
| |
|