|
[ More Himesh Reshammiya lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Himesh Reshammiya
Lyrics for Song: Na Mumkin Hai Tum Bin Ji Paana
Lyrics for Album: Shakalaka Boom Boom
39094>Director: Himesh Reshammiya Lyricist: Sameer Singers: Himesh Reshammiya
Teri yaadon ko ji rahaa hoon Har lamha har ek pal mein Tera ehsaas mehsoos karta hoon Suni dhadkan ki halchal mein
Abb ja ke maine jaana --- (2) Naamumkin hai tum bin ji paana -- (2) Dard-e-dil ka fasaana, mushkil hai chhupaana --- (2) Abb ja ke maine jaana Naamumkin hai tum bin ji paana ---- (2)
Teri yaadon ka samundar hai tadapte dil ke andar Dur tak meri nazar mein, hai tere khwaabon ke manzar Har ghadi saanson mein abb toh, chhub rahe chaahat ke khanjar Naamumkin hai tum bin ji paana Abb ja ke maine jaana Naamumkin hai tum bin ji paana --- (2)
(Naamumkin hai - 3), Tum bin ji paana Toot te rishton ke dhaage, chutate khushiyon ke saaye Kyun gire aankhon se aansu, koyi bhi na jaan paaye Haadase aise huye ki ban gaye apane paraaye Naamumkin hai tum bin ji paana Abb ja ke maine jaana Naamumkin hai tum bin ji paana --- (4) Abb ja ke
39094> |
| |
|